government ab boukhala gayi hai
wo ek sacche aandolan ka sath dene ke bajay aandolankariyon ki aawaz daba dena chahti hai
kya ek loktantrik desh me apne desh ki bhalai ke bare me bhi kuch kahna galat hai?
bhrastachar ke khilaf awaz uthana aur kale dhan ko rashtra sampatti ke liye mang karna kya gunah hai wo bhi shanti purn tarike se?
agar hum aur ap ek sacche BHARTIYA hain to is aandolan me sath dijiye
No comments:
Post a Comment